Monday, 23 September 2013

Punjabi Shayari On Life Dosti Sad In English Funny Images In Hindi Love In Urdu Photos Pics

Punjabi Shayari On Life Biography

source(google.com.pk)

Mohisn Naqvi 5 May 1947 ko Dera Ghazi Khan, Punjab, Pakistan mein peda howe. In ke walid ka naam Syed Chirag Hussain tha. In ke 6 bhai/behan hein. Government College Bosan Road Multan se inho ne graduation kiya aur es ke bad Masters ki degree Punjab University Lahore se li.

Mohsin MA Urdu ke final year mein they ke in ka pehla majmua “Band Qaba” shaya howa. Mohsin Naqvi Dera Ghazi Khan se taluq rakhte they.

Mohsin Naqvi dekhte he dekhte Radio, TV, Akhbarat her jagha mash-hor ho gae. Adbi halqon mein in ka naam mash-hor ho gaya aur 13 April 1994 mein Mohsin Naqvi ke fun aur shkhsiyat per Ziya Sajid ki murat-tab karda kitab “kai batein zarori reh gaein” Bhi chap gai hai.

Mohsin Naqvi jaded shayer they magar rewayat se bhi baher nahi nikalte aur es ki aehamyat wo jante hein.
Unho ne apne hum aser aur aur senior shayaron ka acha mutala kiya tha. 1970 ke qareeb unho ne aehum Urdu kar liya tha.

Ek interview mein Mohsin Naqvi ne kaha tha ke main “Mir Ghalib, Anis se rawaeti shaour ka sahara lekar Allama Iqbal, Josh, Faiz Ahmed Faiz, Faraq aur Qasmi sahib tak estafada karta hon unhein musalsal parhta hon aur in se mutasir howe begher reh nahi sakta”.

PPP ke Liye Mohsin Naqvi ka Aehum Kirdar:

Majmoey ke shaya hone ke bad Multan ke adbi halqon mein mash-hor ho gae. Es doran in ka taluq PP se qaem howa. Multan division mein PP ki PSF ko mazbot karne mein aehum kirdar ada kiya. Party ke liye lathiyan khain, Jail gae aur mufti Mehmood ke muqable mein Bhutto ne party ticket bhi diya lekin election multawi ho gae. Glukar Ghulam Ali ne Mohsin ki ghazal “Ye dil ye pagal dil mera” ga kar inhein pore Pakistan mein mash-hor kar diya ab her mushaere mein “Awargi” ken are buland hone lage.
Mohsin Naqvi ki Shayari ke Majmuy ( List of Mohsin Naqvi Poetry):
Mohsin Naqvi ke 7 shayari majmuy dekhte he dekhte chap gae.
1. Band-e-Qaba
2. Barg-e-Sehra
3. Moj-e-Idrak
4. Rawa-e-Shab
5. Reza-e-Harf
6. Azab-e-Deed
7. Talu-e-Ashk
Awards:
Tamgha husn kar kardagi ke elawa unho ne film saz Sirdar Bhatti ki farmaesh per film “Bazar-e-Husn” ke liye aik geet “Lehron ki tarha tujhe bikharne nahi denge”.
Inhein national film award bhi mil gaya.
Aur es tarha Mohsin ka shumar bare geet nigaron mein hone laga film Dhadkan ke liye bhi Mohsin Naqvi ne geet terer kiye. Magar woh kehte they ke sanjida shayari ke liye filmi geet likhna ksi bhi tarha mozo nahi.
Mohsn Naqvi Books List:
• Band-e-Kbaa
• Rida-e-Khwab
• Haq-e-Aeliya
• moj-e-Idraak
• Taloo-e-Ashk
• Furat-e-Fikr
• Azaab-e-Deed
• Khaima-e-Jaan
• Berg-e-Sehra
• Reza-e-Harf
• Rakht-e-Shab

Punjabi Shayari On Life Dosti Sad In English Funny Images In
 Hindi Love In Urdu Photos Pics 

No comments:

Post a Comment